B.Com

Bachelor Of Commerce-

B.com

 

 

 

 

 

 

 

 

 

Yaha par aap Bechelor of Commerce ( B.Com ) ke bare mai padhenge. Ki B.Com kya hota hai. Or B.Com karne ke bad Career kaise bnate hai. To Aaiye sabse pahle jante hai. Ki B.Com Kya hai.

What Is B.Com( B.Com Kya Hota Hai.)-

Wese to 12th ke bad aapke pas bahut sare Options Jaise Engineering,Architecture etc hote hai. Jis field mai aap jana chahte hai. Usme aap apni Interest ke according ja sakte hai.Lekin agar aapne 12th mai commerce se padhayi ki hai. To aapke liye B.Com karna bahut achha rahega.

  • B.Com 3 year ki ek graduation degree hoti hai.
  • B.Com mai Accounting,Finance ke bare mai padhaya jata hai.
  • Or Bachelor of Commerce ki padhayi karne ke liye 12th mai Commerce subject ka hona jaruri hota hai.

B.Com Karne Ke Baad Career-

B.Com karne ke bad aapke pas bahut sare options hote hai. Jaise ki aap job karna chaho to job kar sakte hai. Or agar padhayi karna chaho to padhayi kar sakte hai.

B.Com ke bad Aap in cheejo ki padhayi kar sakte hai-

  • B.Com karne ke bad Aap MBA kar sakte hai.
  • B.Com karne ke bad aap M.Com karke C.A ki padhayi bhi kar sakte hai.
  • Bank ki prepration kar sakte hai.