Blackberry ek bahot he proffesional phone hai. Log iske baare me abhi bhi zyada nahi jante hai,or samajhte hai ke kam features ke karan ye phone log kharidte bhi nahi hai. Loago ko actually abhi jaankari hai nahi ke wo blackberry phone kyu kharide.
Is blog ke dwara mai aapko blackberry phone ke aaese faide ,advantage bataunga. Jisse ke aap is phone ko zarur prefer karoge. Aur aese features aapko generally android phone me milte bhi nahi hai.Is blog ke dwara aap jaan paoge blackberry phone kharidne ka faida.
Blackberry Mobile ka Faida
- Blackberry phone ki battery life bahot he achi hoti hai. Agar aap normal use karte ho to ye 2 din bhi chal sakte hai. Or is phone ke sath aapko International Data Plan bahot he saste me mil jata hai.
- BBM mobiles ke sath aapko UMA calling milti hai. Jiska matlab ye hota hai ke aap apne reception free lab se call kar sakte ho. Uske lea bas aapke paas ek WiFi connection hona chaheye. Isse aap USA call kar sakte ho kisi bhi country se. Blackberry ke phone me real keyboard bhi hota haijisse ke aapki aacuracy bhi tez hoti hai.
- Is phone ke sath aapko customization ka bhi faida hai. Bahot terah ki theme aur display options bhi milte hain aapko.
- Blackberry ke phones ke sath aapko ek aur feature milta hai. Ye hai Customize autotext (jo ke aapko android aur IOS me nahi hoti) . Iska matlab ye hai ke aap WO ko Without se, W ko With se. etc . autocap VP, CIO, CTO inke badle me aapko bad vp, cio ,cto likhna hota hai bas. Aap mycel ko apne actual number se replace bhi kar sakte ho.
- Aapko customized ringtone / Vibration by caller ke bhi facility milti hai.Jaise ke aap vibration ko kisi no ke according set kar sakte ho. Long vibration. Medium or short options hote hain aapke .
- Customized alert tones and/or vibration by email account, IM sender, calendar notifications, to-do/tasks.
- Customized fonts/sizes jo ke smartphones ke koe bhi application jaise ke email, menu/notifications/display, calendar, notes, tasks, and browser, me aap use kar sakte ho.
- Aap apne alag alag Notiication profiles bhi bana sakte ho jab aap holster ke e through aaye ho . Holster ke andar chota sa magnet hota hai jo ke detect karta hai ke unit andar hai ya nahi.
To aapko etne saare aur faide janne ko mile jo ke aapko milte hai is proffesional phone se. Agar aapko kuch aur terah ke jaankari chaheye ho to aap comment kar sakte ho. Thanks. Stay Connected.