Aaj ke jamane me koi hi esa hoga jo internet use nhi krta ho kyoki aaj ke jamane me to har koi smart phone use kar rha hai .Jab smart phone use kar rhe hai to internet to use krnge hi kyoki internet ek bahut hi achhi cheej hai.
Jiske dwara ham kuch bhi kaam ghar bethe kar skte hai.agar hme shoping krna hai to shop par chakkar lgane ki koi jarurat nhi hai. Ham ghar bethe hi internet ki Help se Online shoping kar lete hai.ase hi ham khana bnana sikh skte hai. aaj kal to padhayi bhi internet ki Help se hi kar rhe hai log.
Is tarah se Internet hmare liye bahut jaruri ho gya hai.Lekin ek or cheej jab ham koi bhi kaam kar rhe hote hai. Us Time hmare Net ki speed slow aati hai to bahut gussa aata hai. Man bhi nahi krta hai koi kaam karne ka to us Problem ko dur krne ke liye ham aapki Help krnge.Aaiye btate hai.
Ham aapko ek ase App ke bare mai btaynge jisse aap apne internet ki speed ko fast kar skte hai. Yah App bilkul free hai.Aap ise apne Mobile ,computer mai asani se Download kar skte hai.
-
Sabse pahle aap Google Play Master ko Open kar lijiye. Ab aap usme Net Master Download kar lijiye.
-
Ab aap isko Install Kar lijiye.
-
Install karne ke bad aap use Open kijiye.Or Experience Now par Click kar dijiye.
-
Ab aapko Right Hand Side mai ek Icon dikayi de rha hoga to aapko us Icon par click krna hai.
-
jese hi aap us icon par click krte hai. to aapko bahut sare Options dikhayi denge aapko un sabhi ko enable krna hai. Or On hote hi aapko Main Menu mai aa jana hai.
-
Ab aapko Main Menu mai aake Network boost par Select karna hai.
-
Ab aapke samne wo sabhi App aaynge jo ki background mai chalte rhte hai.To aapko un sab ko boost kar dena hai.
Or uske bad aap dekh skte hai ki aapki internet ki speed badh gyi hogi.to is tarah se aap apne internet ki speed ko fast kar skte hai. or apna kaam wina kisi internet speed problem ke kar skte hai.
Agar aapko hmara blog achha lga ho or aapko bhi help mili ho to please aap isko Share kar skte hai. Or agar aapko kuc smjh nahi aaya ho koi problem ho ya or kuch janana ho to aap Comment ke dwara aap bta skte hai.
नीचे दिए गए वीडियो से आप सिख सकते है अपने मोबाइल के इंटरनल स्टोरेज को बढ़ाना