Bachelor Of Science-
What is B.S.C ( B.S.C Kya Hota Hai.)
Bachelor of Science ko short mai BSC bolte hai.BSC ek aisi graduation degree hai. Jo ki India sabse jyada Popular hai.BSC ko highest level ki graduation degree mana jata hai.Or ise 3 year mai complete kiya jata hai.BSC karne ke liye hmare pas 2 Subjects hote hai.Biology or Math. To agar Math se BSC karna chahte hai. To 12th mai Math subject hona chahiye.
Agar Biology se BSC karnge to uske liye 12th Biology se ki ho.Or Physics,Chemistry dono subject commen hote hai. Chahe aap Math se kriye BSC chahe Biology se.
BSC Karne Ke Liye Jaruri Cheeze-
1. BSC karne ke liye sabse pahle aapne 12th karna hoga.
2. 12th mai aapke pas Math yaa Biology mai se ek subject jarur hona chahiye.
3. Or uske alawa Commen subject Physics, Chemistry hote hai.
BSC Karne Ke Bad Career Options-
BSC karne ke bad aapke pas bahut saare options hote hai.Aap jis field mai chaho aap ja sakte hai. Janane ke liye neeche padhei-
- Agar aap technical line mai jaana chahte hai. To aap Engineering kar sakte hai.
- BSC karne ke bad aap B.ED bhi kar sakte hai.
- MSC kar sakte hai.
- Goverment Exams ki prepration kar sakte hai.
- BSC karne ke bad Engineering mai aapko seedhe 2year mai Admission milega.
- BSC karne ke bad aap MBA bhi kar sakte hai.
Or adhik jankari ke liye ki BSC ke Baad kya krana chahiye. Yaha se Pdh sakte hai. Click Here