Digital Marketing jiske baare me aaj lag bhag har koi baat kar raha hai. Social Media me likes and Follow ki baate hoti hai. Ye sawaal agar aapke mann me hai toa aayiye hum aapko batate hai ke Digital Marketing Kya Hai | Kya Fayeda Hai | SEO | PPC | Tools | video aur Puri Jaankari.
Digital Marketing Kya Hai | Kya Fayeda Hai | SEO | PPC | Tools | video | Puri Jaankari
Sabse pehle aap ye jaanle ke Digital Marketing ek Online Marketing ka technique hai. Jiske dwara aap apne product ya services ko Online. Kuch tools ke dwara promote karte hai. Brand karte hai.
Agar aapki ek website hai aur bahut achche se bani hui hai. Toa iska matlab ye nahi ke loag yaani traffic apne aap uss wbsite pee aane lagega. Aapko apne website ko Digital Marketing ke Dwara promote karna hoga, tabhi jada traffic aayega.
Digital Marketing Ka Kya Fayeda hai?
Jaisa ki aap upar diye gaye pictures me dekh sakte hai ke Digital Marketing ke kya fayede hai.
Aap kam se kam paise sirf 100 rs se bhi shuruaat kar sakte hai. Iska koi fixed budget nahi hota. Digital Marketing me sab kuch measurable hota hai. Yaani kitne loag aaye, kab aaye, kaha se aaye etc. Aap Apne Brand Ka proper engagement karte hai. Aur ek particular demographic ko target karte hai.
Ye Bhi Padhe: Jane Ek Website Banane Mein Kitne Lagte Hain Paise
Digital Marketing ke Tools Kya hai ? Digital Marketing me kya kya hota hai ?
Toa aap iss picture me dekh sakte hai ke Digital Marketing ke tools kya kya hai. SEO yaani Search Engine Optimization. SMM yani Social Media Marketing, PPC yaani Google Adwords, Video Marketing. Iss tarike se aap apne product ya Services ka promotion and Digital Marketing kar sakte hai.
Ye Bhi jaane: Aasaan Aur Sahi Tarika Internet Se Ghar Baithe Paisa Kamane ka
Aap ek baar iss video ko dekhe. Toa aapko concept aur achche se clear ho jayega.
Aasha karte hai ke ab aapko bahut clear ho gaya hoga ke Digital Marketing kya hai. Iske Kya Fayede hai. Iske Tools kya hai. Ise kise use karte hai aur bhibahut Kuch.
Agar aapko humse kuch poochna hai toa humse comment karke pooch sakte hai.
Humse Jude rahiye Facebook me Twitter me Google Plus me Linkedin me Instagram me aur YouTube me.
usefull knowledge..super
Thank You for your kind words.