Aaj ham aapko btaynge ki apne facebook account ko deactivate or permanant delete kaise kare. Kabhi aisa time aa jata hai ki hame apni facebook ID ko deactivate karna padta hai. Aisa jyadatar us samay hota hai.
Jab hmari ID yaa to hack ho jati hai. Yaa koi problem ho jati hai.
Agar aap apne facebook account ko deactivate kar dete hai. To aapko koi search nhi kar sakta hai.Or aapki iD par jo bhi aapke bare mai nformation hoti hai. Use koi bhi show nahi kar pata hai.or aap apne friends ki list mai se gayab ho jate ho. Aapka name aapke friends ki list mai nhi show hota hai.
Jyadatar log facebook accont ko us samay hi deactivate karte hai. Jab unke exams bgera chal rahe hote hai. Sabse pahle aapko facebook account ko deactivate karne ke liye apni facebook Id ko login karna hoga.Or uske baad Picture mai diye gaye steps ko follow karna hai.
Step 1-
Step 2-
Step 3-
Ab aap Deactivate your account par click kariye.
Uske baad aapke samne ek page open hoga. Usme aapse deactivate Id karne ka Reason puchega.Aaap koi bhi reason select karte huye, Usme time set karde jitne din baad aap apni ID ko activate karna chahte hai.Ab aap deactivate par click karke apna account deactivate kar sakte hai.
Related-
Bhool Gaye Hain FB ID Logout Karna, Jaane Kis Device Me Hai Login
Facebook Se Video Download Karne Ka Aasan Tarika
फेसबुक Account को Hackers से कैसे बचाए
Facebook Page Banane ka Aasaan Aur Sahi Tarika