Flipkart Affiliate Program Se Jud Kar Paisa Kamane Ka Sahi Tarika

Flipkart Affiliate Program Se Jud Kar Paisa Kamane Ka Sahi Tarika

Flipkart ecommerce ki ek badi website hai jise lagbhag sab loag jaante hai. Isme se bahut loago ne shopping bhi kiya hua hoga. Saste aur achche produts aur time se delivery India me kahi bhi. Ye iss website ki khaas baat hai. Flipkart Affiliate program bhi chalati hai. Iss Blog me hum aapko batayenge ke Flipkart Affiliate Program Se Jud Kar Paisa Kamane Ka Sahi Tarika Kya hai.

 

 

Flipkart Affiliate Program Se Jud Kar Paisa Kamane Ka Sahi Tarika Neeche bataya gaya hai, use dhayan se padhe

 

Flipkart website me kai lakh products hai. Agar aap inn produccts ko bikwane me Flipkart website ki madad karte hai toa, ye aapko har product ke sale ke badle kuch commission deti hai. Har product ka commission alag hota hai. Lagbhag 4% se lekar 12% tak ka commission product ke anusar aap kama sakte hai.

 

Flipkart affiliate me kitna commission hai

Aapko bus apne website, Facebook Page/Group, Ya kisi bhi tarah se Flipkart ke website pe apne dwara banaye gaye URL se loago ko bhejna hoga. URL aapko Flipkart Affilaite Program se Judne ka baad milega. Jitne jada loag aayenge utna jada chance hoga products ke khareede jaane ka. Aur Jitne jaada Products bikenge aapke dwara aapko utna hi paisa milega. 

 

Agar aap Flipkart ka App Install karwane me madad karte hai Flipkart ki toa aapko ye 25 Rs se lekar 40 Rs tak deta hai. Ab aap bus soche ke Ek App Install ke aapko 40 Rs Mil sakte hai.

Agar ek din me aapne sirf 10 loago se App install karwa liya toa bane 400 Rs (40 x 10 = 400).

Ek Mahine me ho jayenge 12000 Rs (400 x 30).

Aur agar uss App se koi purchase karta hai koi sa bhi product toa aapko uska commission alag se milega. Yaani agar aapke paas apni koi website hai, ya Facebook page ya group hai. Toa aap ise promote karke achcha paisa kama sakte hai.

 

 

Flipkart Affiliate Program me kaise jud kar Paisa Kama Sakte hai

Sabse Pehle Ye Link Khole:     https://affiliate.flipkart.com/registerme

Flipkart Affiliate program me kaise jud sakte hai

Sabse Pehle aapko iski website pe register karna hoga. Agar aap Flipkart me pehle se register hai toa Login kare.

 

Flipkart me Affiliate Program

Aapko apna user naam aur password daalna hoga fir Login pe Click Karna Hoga.

 

Flipkart Affiliate Program se Paisa Kamane Ka Tarika

Aapko jo bhi product ko promote karna hai, uska URL (web address) ko copy karke diye gaye box me paste karna hoga. Tab jaake aapka khud ka ek Affiliate URL ban jayega jise aapko promote karna hoga.

 

Flipkart Affiliate Program paisa kamaye

Jub Aap URL ko Paste kar de uss box me tab aap Go pe click kar de.

 

Flipkart se Paisa Kamane Ka Sahi Tarika

 

Ab jo URL aapko milta hai use aap apne website, Facebook Page Ya group ya kahi bhi bheje. Jo bhi loag uss URL se Flipkart ki website pe aayenge aur kuch bhi shopping ya App install karenge toa aapko paisa milega.

 

Aap Flipkart Affiliate Program Ki agar Adhik jaankari chahte hai, ya usse Judna Chahte hai toa neeche diye gaye link pe click kare.

JOIN FLIPKART AFFILIATE PROGRAM

 

Umeed karta hu ke aapko Flipkart Affilite Program Se Jud Kar Paisa Kamane Ka Sahi Tarika Jan Kar achcha laga hoga. Agar aapko iss Sahi Jaankari se Fayeda hua ho toa apne dosto ya jaane waalo ko bhi bataye aur ye jaankari share kare.

 

Agar aapko ye Blog padh kar achcha laga aur kuch achcha ya naya sikha aapne toa apne dosto ko bhi sikhaye. Aur unhe ye link share kare. Humari ye koshish rahegi ke aapko hum rozana kuch naya sikhaye.

Agar aapko humse kuch poochna hai toa comment me aap pooch sakte hai.

Leave a Reply