Humesha Healthy Rehne ke liye Gharelu Health Tips | Sahi Tarika

Humesha Healthy Rehne ke liye Gharelu Health Tips

Humesha Healthy Rehne ke liye Gharelu Health Tips. Duniya me sabse badi daulat Health hai. Agar Health hai toa sab kuch hai. Aur agar health hi nahi toa kuch bhi nahi. Is blog ke zariye hum aapko kuch aisi baate batayenge. Jinka amal karne se aap bilkul healthy ban jayenge.

Humesha Healthy Rehne ke liye Gharelu Health Tips | स्वस्थ रहने के लिए डेली रूटीन

स्वस्थ रहने के नियम क्या है? सुन्दर और स्वस्थ शरीर का राज |

Insaan Ko 5 Kaam Bilkul Sahi Waqt pe Kar lene chahiye. ( Humesha Healthy Rehne ke liye Gharelu Health Tips )

  1. Subah Juldi Uthna
  2. Toilet
  3. Nahana
  4. Khana Khana
  5. Sona

Ye Healthy bane rehne ke sabse pehle important tips hai. सेहतमंद रहने के लिए दिनचर्या में करें यह बदलाव

Neeche kuch healthy tips bataye hue hai. Aap inko try kare. Aap isse humesha healthy rahenge:

सुबह उठकर सबसे पहले क्या खाना चाहिए?

Subah Uthne ke Baad

  • Subah uthne ke baad aap Brush kar le. Uske baad ek glaas normal paani pee le.
  • Uske Baad Ek glass warm water me Lemon ka juice daalkar pee le.
  • Iske baad hi toilet karne jaye.

Nahi Rokne waali cheeze

  • Toilet, Sneeze, Yawn, Ulti, Dhakar, Cheenkh, bhookh, pyaas, aasu, paad aur pasina.
  • Inko nikalne se rokna nahi chahiye. Agar ye samay se nikal rahe hai toa inko rokna nahi chahiye.

(हमेशा स्वस्थ रहने के लिए क्या खाना चाहिए?) ( Humesha Healthy Rehne ke liye Gharelu Health Tips )

Kam Khana aur Garam Khana

  • Kam Khana aur garam khana health ke liye bahut achcha hota hai.
  • Sabr se kaam lene se dimaag sahi rehta hai, aur kam khane se pet sahi rehta hai.
  • Aisa karne se insaan healthy rehta hai.

Khana nahi Pachne ka Karan

  • Khana khane ke turant baad nahi sona chahiye. Isse Khana sahi se nahi pachta hai.
  • Chinta ya Pareshaan hokar khana khane se bhi khana nahi pachta hai.
  • Khana khate waqt baat karne se bhi khana nahi pachta hai.
  • Khana khate hi paani pee lene se bhi khana sahi se nahi pachta hai.
  • Aisa karne se acidity, jalan jaise cheeze ho sakti hai.

शरीर को अंदर से स्वस्थ कैसे रखें?

Khana Badan me nahi lagne ka Karan

  • Jub Bhookh lage tab bhozan nahi karna.
  • Bhookh Khatam ho jaye tab khana Khana.
  • Bina Sahi se Khane ko chabaye nigal jaana.
  • Jada khana ek saath khaana.
  • In sab cheezo ko karne se Khana aapke badan me nahi lagega.

Kuch Dhyan Dene Layak Kaam

  • Bina paani ko ekhe nahi peena chahiye.
  • Bina haath pao dhoye khana nahi khana chahiye
  • Kisi bhi khane ki cheez ko sahi matra me lene se hi uska fayeda hota hai.
  • Bhookh Bardaasht karna aur der raat tak jaagna Health ke liye achcha nahi hota hai.

Ye Bhi Padheवजन बढ़ाने का सही तरीका

Sone Se Pehle Ke Kaam

  • Sone se pehle ek baar washroom jaake zarur se fresh ho.
  • Doodh ko cheene ke saath peena chahiye.
  • Brush karna chahiye aur badan ko saaf karna chahiye.
  • Din bhar aapne kya kiya use sochna chahiye. God ko Thanks bolna chahiye aur fir sona chahiye.
  • Aise karne se Shareer ke saath saath Mental Health bhi strong hota hai.

Hari Sabzi Aur Salad

  • Hari Sabzi Health ke liye bahut achi hoti hai.
  • Khana Khane ke saath App Salad me Gazar, Muli, Hari Kakdi, Pyaaj, Patta Gobhi, Hara Dhaniya, Muli Ke Patte, ko bareek kaat kar kha sakte hai.

Hume umeed karte hai Ke aapne iss Blog se kuch sikha hoga. In baato ko amal me laane se aab Healthy Ban sakte hai. Toa yahi thha Humesha Healthy Rehne ke liye Gharelu Health Tips.

Leave a Reply