Nariyal Tel Aur Kapoor Ke Fayede

Nariyal Tel Aur Kapoor Ke Fayede

Jaaneye nariyal tehl aur kapur ke fayede – ise lagane se garmi ho ya thanda iske fayde hi fayde hain. Ise lagane se fungus, itching jaise kayein samasyaon se chutkara paaya ja sakta hai. Aur bhi bahut saare fayede hai Nariyal Tel aur Kapoor ke. Iss Blog me hum aapko bataenge Nariyal Tel Aur Kapoor Ke Fayede.

Isko banae ki widhi neeche batayi hui hai:-

  • 200 gm naryal tehl me 10 daane kapur ko mila denge ek bowl me rakh denge.
  • Jab aapke sharer me kahin bhi ghamoriyan yah paasene se lagne wale fungus ho jaaye toh is kapoor tehl ka istamal se ise nihjat paah sakte hain. Ise hum doh teen baar laga ke aaram paa sakte hain.
  • Thanda ke dino me to hum jaante hi hain ki hamare tawacha aur bhi sukh sak ta hai. Is sukhi twacha ko istamal karenge toh hamare tawacha sukhi nahi rahege aur hamari twacha chikni rahege aur shining karege yah tawacha ko repair karti hain aur twacha ko bhi repair karti hain.
  • Yah kapoor tehl kate hue aur jale hue daag dhabe ko bhi mitata hai.
  • Kapoor tehl ke istamal  se hum balo me hone wali rusi se bhi chutkara paa sakte hain agar hum is kapoor tehl ko baalon ki jadon me laga kar 15 minute tak chhod denge aur uske baad baal shampoo se dho lenge lagatar saptah me doh baar istamal karne se baalon ki ruse ki samasya se chut kara paa sakte hain aur baalon ka jhadna aur sained sabhi samasya dur ho jayenge.
  • Is tarah hum kapoor tehl ke istamal se hum sabhi tarah ke samasyaon se chutkara paa sakte hain.
  • Iske sideeffect bhi nahi honge waise toh bazaar me bahut tarah ke product milte hain magar is gharule nuskhe ke istamaal se hum natural tareke se sabhi samasyaon se chutkara paa sakte hain.

Yah nuska aapko thanda aur garmi dono me kaam dega aur ye bikul natural nuska hain.   

Hum umeed karte hai ke aapne iss blog se Nariyal Tel Aur Kapoor Ke Fayede jaana aur samjha. Agar aapko kuch poochna hai toa comment me pooch sakte hai.

Leave a Reply