Aisa kayi bar hota hai ki ham kahi aesi jagah par kabhi kbhi fas jate hai. Jaha par mobile mai network nahi aa pate hai. Waise to network ki sabhi companiyo ne apna network har jagah faila rakha hai. Network Ke Bina Bhi Aap Kar Sakte Hai Chat Or Call Janiye Kaise ?
Lekin fir bhi kabhi aesi problem aa hi jati hai. Jab hame jaruri call karni hoti hai. Or hmare mobile mai network nhi hote hai. Wina network ke To waise hi hmara mobile dabba ho jata hai. Kyoki network nhi honge to Naahi kisi ko call kar pate hai. Naahi internet chala sakte hai.
To wina network ke calling or chatting ke liye ek network bnaya gaya hai. Or is problem ko dur karne ke liye mesh Network Bnaya gaya hai. Jiski Help se ham log wina network ke bhi chatting kar sakte hai. Chahe aap kahi bhi kisi jagah ho Aap apne friends, apne gharwalo se contact kar sakte hai Mesh network ki help se. Ab ham aapko btate hai ki mesh network kya hota hai. Or ise kaise use kiya jata hai.Aaiye jante hai.
Yah bhi janiye- Wi-Fi Ka Password Kaise Pata Kar Sakte Hai | Janiye Sahi Tarika
Mesh Network Kya Hai (What is mesh Network ?)
Mesh network ek Jaal ki tarah hota hai. Jis prakar se kisi jaal ka koi ek point nahi hota hai. Usi prakar se mesh network ka bhi koi ek point nahi hota hai.Yah ek chain ki tarah kaam karta hai. Or apni range ke mesh network ko dhudkar chain bnata hai.
Jisse Wina network ke bhi yh information send kar sake or Recieve kar sake.Or isme yah jaruri nhi hai ki ham mobile use kar rahe hai. To mobile se hi connect hoga. Yah laptop, Tablet, Desktop etc se Bhi connect ho Sakta Hai.
Mesh Network Ko Kaise Use Kare-
Yah bhi janiye- Free Mai Mobile Recharge Kaise Kare |Sahi Jankari
Mesh network ke Liye Ek application banayi gayi hai Fire Chat, Yah Application mesh network par hi Aadharit hai. Ise aap Google Play Store se Download Kar Sakte Hai. Agar aap iske bare mai adhik jankari Lena chahte hai to aap yha click kijiye. Click Here
Aap Fire chat app ki help se bina network ke bhi chat or call kar sakte hai.Fire chat download karne ke liye aap Google play store par jaye. Kyoki Google play store se aap asani se fire chat download kar sakte hai.
Yah bhi janiye- जानिए कैसे अपने फ़ोन को सेकण्ड्स में फुल चार्ज कर सकते है
Agar aapko hmari jankari sahi lagi ho to like kijiye or Share kijiye. Or isi prakar ki Technical or usefull help ke liye hmare sath jude rahiye.
Meshwork के बारे में अपने बहुत ही अच्छी जानकारी दी सर! आपका धन्यवाद।
Sunke achcha laga.