Aapko btadei ki jo log smart phone Use karte hai. Unlogo ke phone mai GPS to jarur hi hota hai. Lekin kuch log iska thik se Use karna nahi jante hai. To aaiye ham aapko btaynge ki GPS ke or kya kya Use hote hai.
Sabse pahle aapke yah btaye ki GPS keval navigation ke liye hi nahi hota hai. Balki ham iske dwara apni cheejei or Vyaktio ka bhi pata lga sakte hai. Ham GPS ke dwara apne dosto ka pata lga sakte hai. Ki wo kis jagah hai.
Or aapko btade ki GPS se related bahut se Devices or App hai. Jinke dwara ham apni cheejo ko dhudte hai.To aap ham aapko aisi hi 5 devices or App ke bare mai btane ja rahe hai. Jinke dwara aap apni cheejo ko track kar sakte hai.
MapmyIndia MMI Rover 201 Se-
Yah Car Bagera ki suraksha ke liye hai. Is Device aap apne kisi bhi car ko track kar sakte hai.Ise aap apne phone yaa browser par Use karenge. Or yah Device aapki Car bagera ko track karne mai Help karega.
GPS Ke Dwara-
Agar aap kahi ja rahe hai. Or aap chahte hai Ki aap apne gharwalo se jude rahe. To aapko apne phone GPS find your phone se jodana hai. Isse map ke dwara aap location ka pata laga sakte hai.
TrackId or LetsTrack Device Se Rakhiye Bachho Par Najar-
Agar aap apne bachho ko phone ka istemal nhi krwana chahte hai. Lekin un par najar rakhna chahte hai.To aap Trackid or LetsTrack device kharid lijiye.Is Device ki kimat keval 6000 rupaye se start hai.Aap ise kharid kar apne bachho ke bag yaa kapdo mai lga dijiye. Or browser se aap unki location pata karte rahiye.
Tagg Se Apne Janwaro Ki Location Pata Kariye-
Tagg ek device hai. Jiske dwara aap apne animals ki location ka pata lga sakte hai.Is Device ki kimat keval 9500 rupaye hai. Aap is device ko apne animal ke gardan mai laga sakte hai. Or Unki location ko check kar sakte hai.
LetsTrackBike se Apni Bike Ko Track Kar Sakte Hai-
Is device ke dwara aap apne 2Vehicle vahano jaise Scootar,Bike,etc ko track kar sakte hai.Is device ke aapko 1200 Rupaye ka Subscription Diya jata hai.
Yah Bhi Janiye-
एक रुपये के रिचार्ज पर मिलेगा अनलिमिटेड डाटा इस कंपनी ने दिया ऑफर
इन स्मार्टफोन्स पर Amazon और Paytm दे रही है 6,000 रुपये का कैश बैक देखिये –
इसरो ने रचे कई इतिहास ,एक क्लिक में उपलब्धियों पर डाले नजर
apke dvara di hue jankari bahut hi bahiya hai
Thanks