Womens Hockey Asian Cup 2017 Ke Final Match Me India Ne China ko Haraya

india-womens-hockey759

Final Match of Asia Cup-2017

Indian women’s hockey team ko iss pal ka intezar bohat pehle se tha. 2009 me china ne india ko 5-3 se womens hockey Asian cup 2009 me haraya tha. Tou aaieye aapko batate hai . Ke kese Women’s Hockey Asian Cup 2017 Ke Final Match Me India Ne China ko Haraya.

China se pehle semi-final me Indian Women’s Hockey Team ne Japan ko 4-2 se haraya tha. China ke sath hue mukable me Indian womens hockey team ki captain Ritu Rani. Aur unke kuch players ka iss tournament ko jitney me bohat hi bada yogdaan hai.

India ke women’s Hockey Asia cup-2017  par iss ithihasik jeet ko bharat ke ithihaas me likha jaana chahye.

Intresting Newz: Delhi Police ke Ek sub Inspector ne Metro ke samne Kudkar sucide kiya

Hockey humare desh ka national Game yaani ki Rashtriye khel hai. Jisme humare desh ki Womens Hockey Team se takkar lene vala koi nahi hai. Aur Indian Women’s Hockey Team ne Womens Hockey Asia Cup-2017 ko jeet kar ye saabit bhi kar diya hai.

Ritu Rani,Gurjit Kaur (7th, 9th minutes), Navjot Kaur (9th) and Lalremsiami (38th).In khiladiyo ka pradashan dekhne layak tha. Mens aur Womens Hockey Team har saal kuch ese karname karte hai ki naa chahte hue bhi. Men /womens Hockey Team ke players ka naam surkhiyo me aa hi jata hai.

Aur bhi khelo se  judi jankariyo ke liye jude rahiye bharat ki ek matra Hindi Blog and Newz Website Sahi Tarika se.

www.sahitarika.com

Image Source: indianexpress.com

 

Leave a Reply